Namaz Main Luqma Kay Masail Apk
Apk Infos
Version | 1.0 |
Rating | 5.0/5, based on 1 votes |
Size | 32.3 MB |
Requires Android | Android 4.4+ (KitKat) |
Author's Notes | نماز میں لقمہ دینے سے متعلق تفصیلی مسائل پر مشتمل رسالہ ۔ ۔ ۔ |
About Namaz Main Luqma Kay Masail APK
Table Of Contents
Description
Topic : Halat e Namaz me Imam ko lukma Dena.Douran e Namaz Ager Imam ko uske Vool jane per Ayat yaad Kara de jaye tou ye Amal Namaz ko Fasid (batil,karab) Nahi karta balke Aysa karna jaiz hai ' Aur Ager usper koi Wajeh Dalill Na ho tab vi ye Ayat e Karima uske leye kaafi hai.
Namaz mai luqma Dene Ke Masail is kitab mai aapko bohot se masail milenge jo hum sabhi ko malum hona zoroori hai ise download kijiye or zyada se zyada share kijiye
Tehreer: Shaikh Maqbool Ahmad Salafi Hafizahullah
Namaz ke dauran agar Imam Qirat bhool jaaye ya us pe Qirat mushtabah ho jaaye (yani woh confused ho jaaye) to peeche shareek namazi ko luqma dena (yani parhte waqt agar Imam quran mein kuch bhool jaaye to usey batana) chahiye chahe farz namaz ho ya Nafl. Sunnat se is ki bahut saari daleelen milti hain. Kuch aik neeche bayan ki jaa rahi hain.
Pehli Daleel: Musawwar bin Yazeed Maliki Radhiallahu Anhu se riwayat hai:
Tarjumah: Main RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein haazir huwa, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam namaz mein qirat farmaai (yani Quran parha) aur us mein se kuch Aayaat choot gayin jinhein Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne tilawat nahi farmaya to aik aadmi ne (namaz ke baad) kaha: Aye Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam! Aap ne falan falan aayat chor di hai. Is par Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ke tu ne mujhe yaad kiyun na dilaya.
(Abu Dawood: 907, Is Hadees ko Allama Albani Rahimahullah ne Hasan kaha hai)
Doosri Daleel: Abdullah bin Umar Radhiallahu Anhuma se riwayat hai:
Tarjumah: Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam namaz parha rahe they. Aap Sallallahu Alaihi Wasallam par Qirat mushtaba ho gayi (yani bhool gaye ya agay peechay ho gaye.) Jab namaz se farigh huwe to Hazrat Ubai bin Ka’b (Hafiz e Quran) ko farmaya ke tu ne mere saath namaz parhi hai? Jawab diya ke haan! Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir tujhe kis cheez ne (luqma dene se) mana kiya.
(Abu Dawood: 907 B, Is Hadees ko Shaikh Albani, Allama Shaukaani aur Imam Nawawi Rahimahumullah ne Sahih kaha hai)
Pehli Hadees Imam ke qirat bhoolne se mutalliq hai aur doosri Hadees Qirat ke mushtabah (yani Qirat mein confusion) se mutalliq hai.
Teesri Daleel:
عَنْ أَنَسٍ : كُنَّا نَفْتَحُ عَلَى الْأَئِمَّةِ عَلَى عَهْدِ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
Tarjumah: Hazrat Anas Radhiallahu Anhu se riwayat hai woh farmate hain ki hum log RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ke zamane mein Imamon ko luqma diya karte they.
(Mustadrak Hakim, Kitab us Salat, Jild: 1 Page No: 410. Imam Hakim Rahimahullah ne isko Sahih kaha hai. Aur Imam Zahbi Rahimahullah ne unki muwafiqat ki hai)
◈ Allama Shaukaani Rahimahullah likhte hain: Is Hadees ki sanad ke Rijaal Siqat hain.
(Nail ul Awtar: 2/379)
Chauthi Daleel:
عَنْ أَبِي عَبْدِ الرَّحْمَنِ السُّلَمِيِّ قَالَ : قَالَ عَلِيٌّ : إذَا اسْتَطْعَمَكَ الْإِمَامُ فَأَطْعِمْه
Tarjumah: Abu Abdurrehman Sulami se riwayat hai ke Hazrat Ali Radhiallahu Anhu ne farmaya: Aye Abu Abdulrehman! Agar Imam tujh se luqma ka taalib ho to luqma de.
(Baihaqi)
◈ Hafiz Ibn e Hajar Rahimahullah ne Abu Abdurrehman Sulami ki riwayat ko sahih qarar diya hai.
(Talkhees ul Habeer: 1/284)
In Ahadees aur Aasaar ke alawah Imam ke bhoolne par «سُبْحَانَ اللَّهِ» kehne wali Hadees bhi daleel hai. Isi tarah se Bukhari aur Muslim ki riwayat hai ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam aik bar Zohar ya Asr ki namaz mein bhool gaye aur do hi rakat par salam pher diya. Sahaba ke yaad dilaane par Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne phir se do rakat parhi aur Sajda e Sahu kiya.
Logon mein jo yeh mash-hoor (famous) ho gaya hai ke Muqtadi Imam ko luqma nahi de sakta ya teen (3) aayat ke baad agar Imam bhool jaye to luqma nahi dena chahiye, yeh sab sahih nahi hai.
Namaz mai Luqma Dene Ke masail, نمازمیں لقمہ دینے کےمسائل, lukma ke masail, namaz mai lukma dene ke masail
How to install Namaz Main Luqma Kay Masail APK on Android phone or tablet?
Download Namaz Main Luqma Kay Masail APK file from ApkClean, then follow these steps:
Update Phone Settings
- Go to your phone Settings page
- Tap Security or Applications (varies with device)
- Check the Unknown Sources box
- Confirm with OK
Go to Downloads
- Open Downloads on your device by going to My Files or Files
- Tap the APK file you downloaded (com.PakApps.NamazMainLuqmaKayMasail-v1.0-ApkClean.apk)
- Tap Install when prompted, the APK file you downloaded will be installed on your device.
Older Versions
1.0 (1) | 32.3 MB |
Questions & Answers
Q: What is an APK File?
A: Just like Windows (PC) systems use an .exe file for installing software, Android does the same. An APK file is the file format used for installing software on the Android operating system.
Q: If I install an APK from this website, will I be able to update the app from the Play Store?
A: Yes, absolutely. The Play Store installs APKs it downloads from Google's servers, and sideloading from a site like ApkClean.net goes through a very similar process, except you're the one performing the downloading and initiating the installation (sideloading).
As soon as the Play Store finds a version of the app newer than the one you've sideloaded, it will commence an update.
Q: Why ApkClean.net can guarantee APK 100% safe?
A: Whenever someone wants to download an APK file from ApkClean.net, we'll check the corresponding APK file on Google Play and allow user download it directly (of course, we'll cache it on our server). If the APK file does not exist on Google Play, we'll search it in our cache.
Q: What are Android App permissions?
A: Apps require access to certain systems within your device. When you install an application, you are notified of all of the permissions required to run that application.
Don't hesitate to contact us if you have any questions or concerns.
(*) is required